Wednesday 23 January 2013

sharwan panwar

Heeren moti main na chahoonMain to chahoon, Sangam tera,Mai to teri saiyaan, tu hai mera,Saiyaan, saiyaanaaaaaaaaaanTu jo choole pyaar se, araam se mar jaaunAaja chanda baaho mein tujhmein hi ghum hoi jaaun mai,Tere naam mein kho jaaun,Saiyaan, saiyaaaaaaaaaaaaan.
Mera dil khushi se jhoome gaaye raatein.Pal pal mujhe doobayein jaatein jaatein,Tujhe jeet jeet haaron, yeh pran-pran waaru,Haye aise mai niharu, teri aarti utaaru.Tere naam se jude hai saare naate,Saiyaan, saiyannnnn..Banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaayoonBaithun naiyan preet ki sansaar se har jayoon main,Tere pyaar se tar jaayoonSaiyaan, Saiyannnnn
Yeh naram-naram nasha hai badhta jaaye.Koi pyaar se ghunghatiya deta uthaye,Ab baawara hua mann,Jag ho gaya hai roshan,yeh nayi-nayi suhagan,ho gayi hai teri jogan,koi prem ki pujaran mandir sajaye.Saiyaaan, Saiyaaaaaaaan (2)Heere moti mai na chahu mai to chahu sangam tera,mai na jaanu, tu hi jaane mai to teri, tu hai mera...(2)mai to teri......tu hai meraaa.....